Best Poetry Collection of Allama Muhammad Iqbal With Images
Amal se Zindagi banti hai janat b jahannam b
Ye khaki api fetrat me na noori hai na nari
Ye khaki api fetrat me na noori hai na nari

Bat sajdo ki nahi khalose neiat ki hoti hai
Aksar log khali hat loot aate hai har nemaz ke bad
Aksar log khali hat loot aate hai har nemaz ke bad

Hansi ate hai muje hasrate insan par
Gunah karta hai khud lanat bejta hai shaitan par
Gunah karta hai khud lanat bejta hai shaitan par

Haqeqat harafat me koh gayi
Ye Ummat rewayat me koh gayi
Ye Ummat rewayat me koh gayi

Kyo mannate mangta hai aoro ke darbar se
Woh konsa kam hai jo hota nahi tere Parwardegar se
Woh konsa kam hai jo hota nahi tere Parwardegar se

Na too Zamee ke leye hai na asmaa kly
Jaha hai tare leye too nahi jaha kly
Jaha hai tare leye too nahi jaha kly

U to seed b ho,mirza b ho,afghan b ho
Tum sabi koch ho bata musalman b ho
Tum sabi koch ho bata musalman b ho

Tamanna dard-e-dil ke ho to kar khedmat faqeero ke
Nahi melta ye gohar badshaho ke khazeno me
Nahi melta ye gohar badshaho ke khazeno me

Tare darya me tofan kyo nahi hai
Khudi tere musalman kyo nahi hai
Khudi tere musalman kyo nahi hai

Zameer jag hi jata hai agr zindah ho IQBAL
Kabi gunah se pehle to kabi gunah ke bad
Kabi gunah se pehle to kabi gunah ke bad
